A. Khan ek passionate Java programmer, ethical hacking trainer aur bestselling author hain. Wo technical topics ko simple aur practical Hinglish mein explain karne ke liye jane jaate hain. A. Khan ka goal hai Hindi aur Hinglish speaking learners ko programming aur cybersecurity skills mein confident banana. Unhone kai saari books likhi hain jo students aur professionals dono ke liye highly useful hoti hain.